Sunday, May 25, 2014

Sheeshe Ka Samundar Lyrics


Lyrics by : Sameer


(Ankit Tiwari Begins)
Sheeshe ka samundar, paani ki deewarein
Sheeshe ka samundar, paani ki deewarein
Maaya hai bhram hai, mohabbat ki duniya
Iss duniya mein jo bhi gaya, woh toh gaya
Ho…
Sheeshe ka samundar, paani ki deewarein
Maaya hai bhram hai, mohabbat ki duniya
Iss duniya mein jo bhi gaya, woh toh gaya
Ho…
Sheeshe ka samundar, paani ki deewarein
(Instrumental Break)
Barf ki reton pe, shararon ka thikana
Garam sehraahon mein, narmiyon ka fasana
Yaadon ka aayeena, uthta hai jahan
Sach ki parchaiyaan, har jagah aati hai nazar
Sone ke hain baadal, pattharon ki baarish
Maaya hai bhram hai, mohabbat ki duniya
Iss duniya mein jo bhi gaya, woh toh gaya
Ho…
Sheeshe ka samundar, paani ki deewarein
Wo.. o.. o…
Wo.. o.. o…
Wo.. o.. o…
Dil ki iss duniya mein, sarhadein hoti nahi
Dard bhari aankhon mein, rahatein soti nahi
Jitne ehsaas hai, aur bujhi pyaas hai
Zindagi ka fal safaa, pyaar ki panahon mein chupa
Dhoop ki hawayein, kaaton ke bagiche
Maaya hai bhram hai, mohabbat ki duniya
Iss duniya mein jo bhi gaya, woh toh gaya
Ho…
Sheeshe ka samundar, paani ki deewarein


0 comments:

Post a Comment

You may also like

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...

Our Sponser

Total Pageviews

Book this space

how do u find our lyrics page??

 

ads

Blogger news

About