Lyrics by : Sameer Anjaan
(Mohd. Irfan Begins)
Dard dilo ke kam ho jaate
Main aur tum gar hum ho jaate
Main aur tum gar hum ho jaate
Kitne haseen alam ho jaate
Main aur tum gar hum ho jaate
Main aur tum gar hum ho jaate
(Instrumental Break)
Dard dilo ke kam ho jaate
Main aur tum gar hum ho jaate
Main aur tum gar hum ho jaate
Kitne haseen alam ho jaate
Main aur tum gar hum ho jaate
Main aur tum gar hum ho jaate
Tere bina na aaye sukoon, na aaye karaar mujhe
Door woh saare bharam ho jaate
Main aur tum gar hum ho jaate
Main aur tum gar hum ho jaate
(Instrumental Break)
Ishq adhoora, duniya adhoori
Khwaaish meri, kardo na poori
Dil toh yahi chahe, tera aur mera
Ho jaye muqammal yeh afsana
Har mushkil aasan ho jaati
Main aur tum gar hum ho jaate
Kitne haseen alam ho jaate
Main aur tum gar hum ho jaate
Main aur tum gar hum ho jaate
(Instrumental Break)
Baaki nahin kuch par dil na maane
Dil ki baatein dil hi jaane
Hum dono kahin pe mil jayenge ek din
In ummidon pe hi main hoon jinda
Har manzil haasil ho jaati
Main aur tum gar hum ho jaate
Kitne haseen alam ho jaate
Main aur tum gar hum ho jaate
Main aur tum gar hum ho jaate
Dard dilo ke kam ho jaate
Main aur tum gar hum ho jaate
Main aur tum gar hum ho jaate
0 comments:
Post a Comment