Lyrics by :
(Arijit Singh Begins)
Ek chirraiya, ghonsle ko chod udd udd jaaye
Aur ye soche kaash aisa ho kadam mud jaaye
Ek chirraiya, ghonsle ko chod udd udd jaaye
Aur ye soche kaash aisa ho kadam mud jaaye
Tinka tinka kar batora, aur banaya ghar
Par samay ki baarison ne kar diya be-ghar
Kar diya be-ghar, kar diya be-ghar
(Instrumental Break)
O musafir dheer dhar, aayega sooraj idhar
Kaahe bhaage, kaahe bhaage
Door jitna jaayega, laut phir na paayega
Kaahe bhaage, kaahe bhaage
Ek chirraiya ko paraya desh kaise bhaaye,
Gaon ka peepal purana yaad usko aye
Tinka tinka kar batora, aur banaya ghar
Par samay ki baarison ne kar diya be-ghar
Kar diya be-ghar, kar diya be-ghar
Ye jo ansuan ki ladi, beh rahi hai har ghadi
Tere aage… tere aage…
Yaad rakh har mod par ek nayi subah khadi
Kaahe bhaage, kaahe bhaage
Ek chirraiya aansuon se lad khagad so jaaye
Raah pathreeli hai magar lekin honsla na jaaye
Tinka tinka kar batora, aur banaya ghar
Par samay ki baarison ne kar diya be-ghar
Kar diya be-ghar, kar diya be-ghar
0 comments:
Post a Comment